dharti jo hum ko deti ann wahi to hai bhaarat ka dhan sona ugle apni dharti barse umad umad kar har ghan lahrae jhanda ye tiranga gate jaen hum jan man gan desh ka mere nam ho uncha chahe bhaarat ka har ek jan bhaarat mata ki jai bolen is par waren apna tan-man