difaa

aadam-khor sifat thi us ki
wo is jangal se aaya tha

jis mein khuni nag pale the
wo chehre par khol chadhae

insanon mein aan basa tha
apna jabda apne panje

us ne chhupa rakkhe the nazar se
us masum ki jis ne us ko

shahr ka rasta batlaya tha
apni baqa ki khatir yaro

apna jabda apne panje
main ne bhi ab khol rakhe hain


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close