diwana By Nazm << ek mamuli sa manzar coffee cup reading >> bagula dekhna hai na idhar aao ki main manus hun duniya ke sahraon se sare ki naqsha khinch sakta hun kisi bhi dasht ka main tumhein kaisa bagula dekhna hai ye sab kahte hue wo ek rassi ko lattu par lapete ja raha tha Share on: