jab se aai hai nazar mujh ko dua ki shakh par konpal asar ki meri palkon ko sajaya ja raha hai jhil patthar ko banaya ja raha hai ret se aaina dhaala ja raha hai sang-e-zauq-e-did se ek nagina sa tarasha ja raha hai be-sutun par ek pare ki lakir ek musalsal shab ke baad subh-e-nau ki ju-e-shir aaya-yamaska ki tafsir