aaj aakash se baadal ki chura kar dhadkan band kamre mein zamistan ki hawa aai hai khushk patton ne koi chap buni hai jaise kisi kangan ke chhanakne ki sada aai hai gham ki agni mein khalish rakh hui thi jin ki phir wahi dard naya rup liye baithe hain kis ne chheda ki rag-e-jaan se lahu phut pada hum samajhte the ki hum zakhm siye baithe hain