family-planning

ai mere bachche mere lakht-e-jigar paida na ho
yaad rakh pachhtaega tu mere ghar paida na ho
tujh ko paidaish ka haq to hai magar paida na ho
main tera ehsan manunga agar paida na ho
hum ne ye mana ki paida ho gaya khaega kya
ghar mein dane hi na paega to bhunwaega kya
is nikhattu bap se mangega kya paega kya
dekh kahna man le jaan-e-pidar paida na ho
yun hi tere bhai bahnon ki hai ghar mein rel-pel
bilbilate phir rahe hain har taraf jo be-nakel
mere ghar ke in charaghon ko mayassar kab hai tel
bujh ke rah jaega to bhi bhul kar paida na ho
palte hain naz se kuchh log kutte billiyan
dudh wo jitna piyen aur khaen jitni rotiyan
ye faraghat ai mere bachche mujhe hasil kahan
un ke ghar paida ho aur ban kar bashar paida na ho
This is a great bhai shayari in hindi font. True lovers of beti ki paidaish shayari will love this. For some people shayari is the most enjoyable thing in life and they absolutely adore bike number plate shayari. Please share if you liked this!!!

Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close