gard By Nazm << gard-e-rah dusra bistar >> apni manzil ki taraf muzmahil andaz se chalta hua main ja raha tha thi khabar kuchh bhi nahin dhup ke dhalte hi parchhain meri sath mera chhod kar aage mere ho jaegi be-nur rahon mein akela gard ko udta hua main dekhta rah jaunga Share on: