grahan aur insan By Nazm << hama-giriyyat gintiyon ki fath >> wo suraj raushni ka hai jo makhzan hua tarik jab garhan mein aaya na jaane kaise kaise garhanon ka andhera ibn-e-adam par bhi chhaya magar insan ka nur-e-basirat kisi garhan se zail ho na paya Share on: