agar koi khuda hai to yaqinan puri duniya khuda ka mulk hai is mulk mein yaqinan sab awwal darje ke shahri hain khuda ki shan ye hai ki wo kisi mein tamiz nahin karta bila-imtiyaz har mazhab aur nazariye ke logon ko paida karta hai aur rizq deta hai yaqinan khuda secular hai