hawa ka ruKH jo badal gaya hai By Nazm << kis shan se jite the yaha... ek manzar >> wo jis hawa ne chhua tha is ko usi mein main ne bhi sans li thi wo zindagi thi wo shairi thi hawa ka rukh jo badal gaya hai to ye hua hai na zindagi hai na shairi hai Share on: