hawaen

mausam koi sa bhi ho
bahut zard dopahron wala

bahut kala bhige andheron wala
hawaen jab bhi chalti hain

yaadon ki gard udati hain
lamhe ud kar

waqt ko wapas lati hain
sansanati aah bharti

viranon mein
idhar se udhar

mandlati hain
yaaden gungunati hain

aur jab barish aati hain
dukh bhi bhig jate hain

zakhm taza hote hain
bhige dukh taklif dete hain

zakhm riste rahte hain
hawaen jab bhi chalti hain


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close