jagne se pahle

pahadon ki chandi sifat chotiyan
aasman chhu rahi hain

zamin ke badan mein
shajar apni lambi nukili jaden

bo raha hai
har ek shakhs sahil pe

ek dusre se chimat
pada hai

samandar ki maujen
agar koi saat junun-khez thahren

samandar magar
roz-e-awwal se khamosh hai

apni wusat ka shayad
har ek samt wo jaeza le raha hai


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close