tara sa lahraun kankawwa ban jaun jab amman tum aao chhat ko khali pao chup ki chup rah jao sare mein dhundwao phir bhi main to na aaun kankawwa ban jaun dor ko jab tum pao khincho aur khinchwao aur hansti bhi jao aur phir mujh ko bulao tab main ghar mein aaun kankawwa ban jaun