wo jo aise sawal hote hain un ke kya jawab hote hain wo jo khushbu mein baste hain aur phulon mein hanste hain jin ka sukhan sada hota hai aur harf taza hota hai ek manus si khamushi mein wo jo aise sawal hote hain un ke kya jawab hote hain kabhi dhund lo to aana phir mujhe bhi ye batana wo jo aise sawal hote hain kya un ke bhi jawab hote hain