KHwab ki baaten

jaise dukh bhare din aate hain hathon mein
aise be-bas aansu aate hain aankhon mein khwab nahin aate
khwab ki baaten
khwab ki khwahish mein dukh ke din ko odh ke so jaen
par aansu baras baras ke sone bhi na den
gharib ki kutiya ki tarah jagah jagah se pani tapke
jal-thal sare ghar mein
phir khushiyon ke patton ko kin darakhton pe ja kar talash karen
apne man ghanti bandh ke baith rahin
wo aae to
sab diwaren aankhon ki ghanti ki aawaz se jag uthin
sab janmon ki pyas hari ho
khol ke khidki bahar barish kar dun khushiyon ki
mitti ke gharaunde ji uthen wo aae to
This is a great hari om pawar shayari. True lovers of janeman shayari will love this. Shayari is the most beautiful way to express yourself and this gandi shayari in hindi 140 words is truly a work of art. Please share if you liked this!!!

Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close