kya chiz loge chamcha ki thaali thaali bhari hai chamcha hai khali main lunga thaali kya chiz loge roti ki kela roti hai sab ki main hun akela main lunga kela kya chiz loge kela ki basta basta hai mera phulon ka dasta main lunga basta tab tum ko manun mil jae sab kuchh kahte the tab kuchh dete ho ab kuchh main lunga sab kuchh