meri har ek nazar ne sajda kiya raunaq-e-husn-o-jaan-e-ru-e-nigar phir bhi jumbish na ho saki tujh ko kitna mazbut hai tera kirdar kya khabar tujh ko pyar ho ki na ho hun teri har khushi ke sath magar teri fikr-o-ada samajh na sakun bar-mahal jaise baj sake na gajar zehn ki kuchh amiq rahon mein khud ko khoya hua sa pata hun jaane kya hoga ishq ka hasil jaane kya hoga chahaton ka fusun