zindagi ko ek jue ki tarah khela umr bhar aur koi bazi kisi manzil pe bhi haara nahin danw jitne bhi lagae sab mein kuchh pata gaya kya hua karta hai khona ye kabhi jaana nahin mil gaya aakhir mein lekin ek aisa bhi harif haif jis se haar baitha main khud apna hi wajud chaal kuchh aisi chali us ne ki sab kuchh lut gaya ho gaya sara asasa hast se pal bhar mein bud