mazi aur haal

mazi
do bachche apne kamre se

taron wale kapde pahne
mere kamre mein aate hain

mujh se lipat kar so jate hain
aur meri be-khwab aankhon mein

nind ki thandak bhar jati hai
haal

ghar ki biwi
apni aaya se kahti hai

raat gae mere donon bachche
kyun mere kamre mein aate hain?

mujh se lipat kar so jate hain
tum aakhir kahe ke liye ho?

meri khwab-alud aankhon se
sari nind bikhar jati hai


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close