mohabbat kaenati hai By Nazm << nazm be-hisi dard ki >> saja kar tum ko palkon par basa kar tum ko aankhon mein kabhi jab yaad karti hun to dil ke taqchon mein tab achanak dip jalte hain tasawwur ke falak par jab mohabbat muskuraati hai to mujh ko aisa lagta hai mohabbat kaenati hai Share on: