nazm By Nazm << be-KHabar mohabbat kaenati hai >> wo ladti hai jhagadti hai mujhe har pal satati hai yun apne hone ka ehsas wo mujh ko dilati hai magar main us ki har kadwi kasili baat sun kar bhi sada khamosh rahta hun jawaban kuchh nahin kahta main us ki talkh baaton ko tabassum mein chhupata hun Share on: