munni ki bakri khoi kahin hai khoi kahin hai khoi kahin hai is dukh mein munni soi nahin hai soi nahin hai soi nahin hai karte hain mein mein bakri ke bachche bakri ke bachche bakri ke bachche kal sham se hain bechaare bhuke bechaare bhuke bechaare bhuke munni ka bhai jangal mein pahuncha jangal mein pahuncha jangal mein pahuncha har samt phir kar bakri ko dekha bakri ko dekha bakri ko dekha nadi kinare bakri ko paya bakri ko paya bakri ko paya us ko pakad kar sath apne laya sath apne laya sath apne laya bakri hui khush ghar apne aa kar ghar apne aa kar ghar apne aa kar munni hui khush bakri ko pa kar bakri ko pa kar bakri ko pa kar bachche thanon se chimte hue hain chimte hue hain chimte hue hain thodi jagah mein simte hue hain simte hue hain simte hue hain dekho to kaisi sidhi hai bakri sidhi hai bakri sidhi hai bakri sidhi hai bakri pyari hai bakri pyari hai bakri pyari hai bakri