kaun aaya hai koi nahin aaya hai pagal tez hawa ke jhonke se darwaza khula hai achchha yun hai bekari mein zat ke zakhmon ki sozish ko aur badhane tez-rawi ki rahguzar se mehnat-kosh aur kaam ke din ki dhul aai hai dhup aai hai jaane ye kis dhyan mein tha main aata to achchha kaun aata kis ko aana tha kaun aata
This is a great pagal shayari in hindi font. True lovers of shayari kosh will love this. Shayari is the most beautiful way to express yourself and this mehnat lagan shayari is truly a work of art. Please share if you liked this!!!