mere wada-shikan tu pareshan na ho meri barbaadiyon par pasheman na ho ye tabahi meri apni taqdir hai khwab mere the meri hi tabir hai is mein teri kahan koi taqsir hai meri taqdir par meri taqsir par itna hairan na ho khud se barham na ho khud se nalan na ho gham-badaman na ho main hi nadan tha main hi nadan hun so main viran hun khud pasheman hun