phaldar shaKHen jhuki hui hain By Nazm << fan andoh-nak >> phaldar shakhen jhuki hui hain moti wala sadaf samundar ki intihai gahraiyon mein hai ye soch main kuchh nahin hun samundar ki haqiqat se waqif qatre ka apni zat ka irfan Share on: