pin-kishan

mere pin-cushion mein bahut si pinen hain
aur aksar पिनें is mein aisi hain jo dur anjaane mulkon

se aae khaton se nikali gai hain
ye us waqt zahir haqiqat ki surat mere pin-cushion

mein lagi hain
agar pin-cushion ki har ek pin ye soche

ki main to fulan desh ki hun
fulan desh ne mera loha jana tha

fulan desh ne meri surat gadhi thi
to ye sochna pin-cushion ki haqiqat ko khatre mein dale na dale

pinon ko yaqinan jadon se hila dega
aur phir ye sari pinen

be-sakat
be-jahat

be-hadaf
yunhi rulti phirengi


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close