prit ki rit niyari jag se prit ki rit niyari duniya wale jab sote hain premi chhup chhup kar rote hain wyakul aur be-sudh hote hain prem mandar ke pujari jag se prit ki rit niyari jo na chahe baat bhi karna us ko chahna us par marna man ki baat batate darna ban kar prem bhikari jag se prit ki rit niyari choten khana darden pina jina marna marna jina dil phatna aasha se sina kha kar prem katari jag se prit ki rit niyari