baalam prem ki ulti rit prem mein dukh samjha sukh jae prem mein marna jina kahiye prem ki haar hai jit baalam prem ki ulti rit birah ki tan ko aag laga kar aap sakhi ho dil tadpa kar wahi hai man ka mit baalam prem ki ulti rit dil de kar dil aaya kahna apna aap luta chup rahna rona bhi hai git baalam prem ki ulti rit