dil o dimagh tasawwur mizaj husn-e-bayan kabhi ke ho chuke raushan tajalliyon ke tufail tajalliyan jinhen raushan-khayaliyan kahiye azim zehn jab is raushni mein dub chuka to phir azim tasawwur wajud mein aae unhin ki chashm-e-karam ke tufail mein be-shak jadid daur ki raushan-khayaliyan 'papa' nae samaj ke kulhon pe raqs karti hain