wo bhi bus ka kai ghanton lamba musafir the khamosh bilkul sabhi nind mein gum the shayad main tanha akela karun to karun kya ki lamha sadi tha bitae na bite achanak hi phir dhyan ki sidhiyon se kisi ki sajal yaad utri thi jo zina zina safar kat gaya mera