sal-e-nau 2 By Nazm << sal-e-nau 3 sal-e-nau 1 >> sal-e-nau ka pahla din ufuq ki dahliz se shahr ke aangan mein aate hue dar raha hai ya shahr ka aangan sal-e-nau ke pahle din ko ufuq ki dahliz par dekh kar dar raha hai ya ufuq ki dahliz sal-e-nau aur shahr ka aangan donon se dar rahi hai Share on: