sang-e-mil pahron chalta hai

aasman ke sine mein gham charkha kat raha hai
sang-e-mil

pahron chalta hai aur sakit hai
raat mujh se pahle jag gai hai

libas par pade hue dhabbe
mere bachchon ke dukh the

mere lahu ko tanhaiyan chat rahi hain
shahr ki munder se tinke churae the

suraj ne dukh bana diye
mere sapnon ka dagh aankhen hain

meri qabr mujhe chhup kar dekh rahi hai


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close