khuda-e-bartar teri zamin par zamin ki khatir ye jang kyon hai zamin jin ke liye bani thi unhi pe aakhir ye tang kyon hai sabhi hain makhluq ek teri to farq-e-nasl aur rang kyon hai jo sach kahe hai isi ko suli isi pe yalghaar-e-sang kyon hai khuda-e-bartar ye jang kyon hai khuda-e-bartar ye jang kyon hai