shair By Nazm << shart sawal >> main hun dukh ka ek samundar jis ka koi ant nahin jis ne jag ke sukh ki khatir jaane kitne zulm sahe mazlumon ke dukh ki kahani gham-khwaron tak pahuncha kar bhi apne dukh hi sahta hun main Share on: