aankh lagi ya ghaflat barti matwalon ne raat rahe shab-khun mara kin logon ne kaun batae kaun kahe kahne ko to sachche sab the sazish ke tarik gharaunde armanon ki basti mein nafrat ke neze apnaen aashiq husn-parasti mein sach kahiye to kis se kahiye