ek ladke ka nam arshad nam tha arshad kaam the sab bad din bhar khub shararat karta phir bhi us ka pet na bharta is ko chhua us chiz ko toda is ko liya us chiz ko phoda sathi us se ghabraate the dekhte hi katra jate the ek din ka hai zikr hua kya aap ne dekha shahd ka chhatta dekhte hi bas khel ye khela mara us par tak ke dhela makkhiyan pahle to ghabrain phir jhalla kar us par aain sab ne mil kar itna kata bhul gae wo sair-sapata phul ke kuppa ho gae arshad rote rote so gae arshad phir wo sidhe ho gae aise 'nayyar' sidhi gae ho jaise