shartiya laDka

kaise kaise wahm palte hain bashar ke zehn mein bhi
chand jure sher ka khun-nosh karna raat ko maithan se pahle
ya kushada chandni mein kaif-e-andoz-e-visal-e-shauq hona
wajh-e-aulad-e-narina
aur phir buqraat ne bhi ye kaha tha
mard apne daen khusiye par jo rassi bandh le milne se pahle
us ki aurat shartya ladka janegi
lekin is andaz ki harza-sarai
kab kisi ke kaam aai
kaise kaise wahm palte hain bashar ke zehn mein bhi
This is a great charan singh bashar shayari. Please share if you liked this!!!

Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close