tu hai chaara-saz mera By Nazm << hum hain nanhe-munne bach... aagahi ka qatra qatra zah... >> bin tere hai kaun aisa jo dilon ka haal jaane koi yan aisa nahin jo bin kahe fariyaad sun le bin batae haal jaane so yahi hai mujh pe lazim juz tere hargiz kisi ko main na chaara-saz manun apna sab kuchh tujh ko jaanun Share on: