use kahna By Nazm << kali barish band haweli >> khizan ke zard patton ka koi saya nahin hota bahut be-mol ho kar jab zamin par aan girte hain to yakh-basta hawaen bhi unhi ko zakhm deti hain use kahna ki mujh ko bhul kar be-mol na karna Share on: