raat bhar khwab andar aap apne ko band kamre ke kone mein nuqta-e-aghaz se juda thande sim-zada farsh par haalat-e-tashannuj aur naza darmiyan raushni intizar mein dekha bang be-waqt khwab tutne par shoshe ke farq se khwab ki tabir ko sach paya apne aap ko apne watan mein paya