kitni ab be-waqat hai nam tak naya ho jab dekhne mein mamuli hindsa badalta hai tab sabhi guzishta pal pal mein hon be-mani se sal ke badalne ki ek ye alamat hai kya koi alamat se dil ujal sakta hai koi nam nafrat ki jad nikal sakta hai jo agar ho aisa to ye zamin hi jannat hai dil pe hath rakh kar tum pal-do-pal zara socho waqt ka taqaza hai zist ki zarurat hai