nahin mitti kisi ki bhuk roti se nahin karte kisi ke dard ka darman aansu kahin hota asar di hui duaon ka nahin uthta koi inqalab lahu se nahin ugta koi sabza pasine se phalta hi nahin koi bhi kaam bandha hi nahin gaya prem sut hamari umren guzar chuki hain