yani la-yani

dal pani
qissa-khwani

pak bachche
qaum khalis dudh makkhan

zindagi hazir
khuda lazzat

karari haddiyan mela masale-dar
pakti khichadiyan aiwan-e-baala mein

guzarte waqt ko dana dikhati
mast gashti-partiyan

woter tamatar chat kha len
unt qurbani ke bakre

ran chanpen
sikh par bhunti andheri chikh

yalla daud galiyon mein
jamuri bhagti shalwar ke nefe se bahar

jun sambhaale masiyan
khinzirni alhad milawat

dudh pani ek karte raat din
murgh-musallam todte

angdaiyan muslim haram ke waste
ghup raste jate nahin hain chin ko

chacha harami jaanta hai


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close