zaban tak aa gae

zaiqe jab ham-burger ke zaban tak aa gae
pahle na karte the jo sahib wo han tak aa gae

uth ke pani bhi na pite the jo shaer apne ghar
dad ki khatir wo 'zarrin' ke makan tak aa gae

us gulu-kara mein resham ki thi kuchh aisi chamak
sadr-e-mahfil bhi khisak kar 'reshman tak aa gae

us ne is andaz se chuma meri tahrir ko
mere letter par lipstick ke nishan tak aa gae


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close