miliye us shaKHs se jo aadam howeShayari By 10 Nov 2020 02:29:17 PMRubaaimiliye us shakhs se jo aadam howe naz us ko kamal par bahut kam howe ho garm-e-sukhan to gird aawe yak khalq khamosh rahe to ek aalam howe [...] Continue Reading... Share on:
itne bhi na hum KHarab hote rahteShayari By 08 Nov 2020 02:29:17 PMRubaaiitne bhi na hum kharab hote rahte kahe ko gham-o-alam se rote rahte sab khwab-e-adam se chaunkne ke hain wabaal behtar tha yahi ki wohin sote rahte [...] Continue Reading... Share on:
ek martaba dil pe iztirabi aaiShayari By 06 Nov 2020 02:29:17 PMRubaaiek martaba dil pe iztirabi aai yani ki ajal meri shitabi aai bikhra jata hai na-tawani se ji aashiq na hue ki ek kharabi aai [...] Continue Reading... Share on:
ijtihadShayari By 02 Nov 2020 03:19:13 PMRubaaibharta nahin pet jis qadar bharta hun har roz husul-e-rizq mein marta hun jab mujh se ye kaenat hai ba-mani jine ki jo yurish hai abas karta hun [...] Continue Reading... Share on:
sufi hun na waiz hun nahin hun mullaShayari By 26 Oct 2020 11:36:38 PMRubaaisufi hun na waiz hun nahin hun mulla bulbul nahin ai gul jo kahun main gul la wo rind hun mil mai-kada-e-dair mein main mulla se bhi kahta hun ki mulla mul la [...] Continue Reading... Share on:
hain ek hakim ji ba-shakl-e-taunShayari By 24 Oct 2020 11:36:38 PMRubaaihain ek hakim ji ba-shakl-e-taun hai raqs taqsim mukhil un ka qanun padhte hain nafis aur khud hain wo kasif nuskhe hain ajib aur turfa majun [...] Continue Reading... Share on: