aurat ko chahiye ki adalat ka ruKH kareShayari By Dilawar Figar26 Jan 2021 07:02:19 PMMazahiyaaurat ko chahiye ki adalat ka rukh kare jab aadmi ko sirf khuda ka khayal ho Continue Reading... Share on:
main bach gai manShayari By Zehra Nigaah10 Dec 2020 12:02:03 PMNazmmain bach gai man main bach gai man tere kachche lahu ki mehndi mere por por mein rach gai man [...] Continue Reading... Share on:
aurat ne janam diya mardon ko mardon ne use bazar diyaShayari By Sahir Ludhianvi26 Jan 2021 12:30:00 PMNazmaurat ne janam diya mardon ko mardon ne use bazar diya jab ji chaha masla kuchla jab ji chaha dhutkar diya tulti hai kahin dinaron mein bikti hai kahin bazaron mein nangi nachwai jati hai ayyashon ke darbaron mein [...] Continue Reading... Share on:
aurat march: taswir ka dusra ruKHShayari By Rehman Faris14 Nov 2020 05:50:48 PMNazmsuno bint-e-hawwa! main aadam ka beta hun aao tasalli se nimtayen jhagda ye hawwa ki izzat ka hawwa bana kar dikhaya gaya hai [...] Continue Reading... Share on:
ghas to mujh jaisi haiShayari By Kishwar Naheed26 Jan 2021 12:30:00 PMNazmghas bhi mujh jaisi hai panw-tale bichh kar hi zindagi ki murad pati hai magar ye bhig kar kis baat gawahi banti hai sharmsari ki aanch ki [...] Continue Reading... Share on:
auratShayari By Majeed Amjad10 Nov 2020 09:27:58 PMNazmtu prem mandir ki pak dewi tu husn ki mamlikat ki rani hayat-e-insan ki qismaton par teri nigahon ki hukmarani jahan-e-ulfat teri qalam-rau harim-e-dil teri rajdhani bahaar-e-fitrat tere lab-e-lal-gun ki doshiza muskurahat [...] Continue Reading... Share on: