bataen kya ki bechaini baDhate hain wahi aa karShayari By 25 Oct 2023 03:36:35 PMSherbataen kya ki bechaini badhate hain wahi aa kar bahut bechain hum jin ke liye malum hote hain Continue Reading... Share on:
mere dil ne dekha hai yun bhi un ko uljhan meinShayari By 04 Sep 2023 06:34:05 PMShermere dil ne dekha hai yun bhi un ko uljhan mein bar bar kamre mein bar bar aangan mein Continue Reading... Share on:
bichhaD gae to ye dil umr bhar lagega nahinShayari By 18 Jun 2022 12:05:05 AMSherbichhad gae to ye dil umr bhar lagega nahin lagega lagne laga hai magar lagega nahin Continue Reading... Share on:
sab se behtar hai ki mujh par mehrban koi na hoShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalsab se behtar hai ki mujh par mehrban koi na ho ham-nashin koi na ho aur raaz-dan koi na ho mariye is hasrat mein gar qatil na hath aawe kahin roiye apne pe khud gar nauha-khwan koi na ho [...] Continue Reading... Share on:
na kar sauda tu shikwa humse dil ki be-qarari kaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherna kar 'sauda' tu shikwa hum se dil ki be-qarari ka mohabbat kis ko deti hai miyan aaram duniya mein Continue Reading... Share on:
hamein bhi nind aa jaegi hum bhi so hi jaengeShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherhamein bhi nind aa jaegi hum bhi so hi jaenge abhi kuchh be-qarari hai sitaro tum to so jao Continue Reading... Share on: