aah qasid to ab talak na phiraShayari By 06 Nov 2020 12:02:21 PMSheraah qasid to ab talak na phira dil dhadakta hai kya hua hoga Continue Reading... Share on:
kuchh mohabbat ko na tha chain se rakhna manzurShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherkuchh mohabbat ko na tha chain se rakhna manzur aur kuchh un ki inayat ne jine na diya Continue Reading... Share on:
aa ki tujh bin is tarah ai dost ghabraata hun mainShayari By 02 Nov 2020 11:59:49 PMSheraa ki tujh bin is tarah ai dost ghabraata hun main jaise har shai mein kisi shai ki kami pata hun main Continue Reading... Share on:
insha-ji uTho ab kuch karo is shahr mein ji ko lagana kyaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazal'insha'-ji utho ab kuch karo is shahr mein ji ko lagana kya wahshi ko sukun se kya matlab jogi ka nagar mein thikana kya is dil ke darida daman ko dekho to sahi socho to sahi jis jholi mein sau chhed hue us jholi ka phailana kya [...] Continue Reading... Share on:
ishq mein be-tabiyan hoti hain lekin ai hasanShayari By 31 Oct 2020 07:50:20 AMSherishq mein be-tabiyan hoti hain lekin ai 'hasan' jis qadar bechain tum ho us qadar koi na ho Continue Reading... Share on:
dil ko KHuda ki yaad tale bhi daba chukaShayari By 31 Oct 2020 01:19:57 AMSherdil ko khuda ki yaad tale bhi daba chuka kam-bakht phir bhi chain na pae to kya karun Continue Reading... Share on: