ek ek lamha guzara ja raha hai hosh meinShayari By Kaif Moradaabadi15 Nov 2020 02:01:26 PMGhazalek ek lamha guzara ja raha hai hosh mein ai zahe-qismat jo hain tufan ki aaghosh mein ab ye aalam hai hamara bandagi ke josh mein ek sajda be-khudi mein ek sajda hosh mein [...] Continue Reading... Share on:
ye kahan se mauj-e-tarab uThi ki malal dil se nikal gaeShayari By Fareed Javed26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalye kahan se mauj-e-tarab uthi ki malal dil se nikal gae wahi subh-o-sham jo the garan nafas-e-bahaar mein dhal gae ye dayar-e-shauq hai ham-nashin yahan laghzishon mein bhi husn hai jo mite wo aur ubhar gae jo gire wo aur sambhal gae [...] Continue Reading... Share on:
in aankhon ki masti ke mastane hazaron hainAdmin01 Jan 2017 12:30:00 PMGhazalin aankhon ki masti ke mastane hazaron hain in aankhon se wabasta afsane hazaron hain ek tum hi nahin tanha ulfat mein meri ruswa is shahr mein tum jaise diwane hazaron hain ek sirf hamin mai ko aankhon se pilate hain kahne ko to duniya mein mai-khane hazaron hain is sham-e-farozan ko aandhi se daraate ho is sham-e-farozan ke parwane hazaron hain Continue Reading... Share on: