o des se aane wale bataShayari By 07 Jan 2022 09:48:20 AMNazmkya ab bhi wahan ka har shair tanqid ka mara hai ki nahin iflas ki aankh ka tara hai wo raj-dulara hai ki nahin [...] Continue Reading... Share on:
tumhaare masale kya hain zara hum par ayan karteShayari By 16 Aug 2021 02:51:37 AMGhazaltumhaare masale kya hain zara hum par ayan karte kahin se tum bayan karte kahin se hum bayan karte chalo tum ne kahi jo baat wo hum man lete hain magar hum apni baaten kis tarah tum par ayan karte [...] Continue Reading... Share on:
sab jhaD phunk sikh gae shaiKH ji se humShayari By 16 Aug 2021 02:50:58 AMGhazalsab jhad phunk sikh gae shaikh ji se hum murghe ko zabh karte hain ulti chhuri se hum bachpan mein kya ataik kiya tha zukaam ne parhez kar rahe hain abhi tak dahi se hum [...] Continue Reading... Share on:
filmi ishqShayari By 02 Aug 2021 06:38:26 PMNazmmohabbat jis ko kahte hain badi mushkil se hoti hai faqat ek bar hoti hai khulus-e-dil se hoti hai jahan-e-film mein, ulfat ka har nakhra nirala hai ye aisi dal hai jis dal mein kala hi kala hai [...] Continue Reading... Share on:
cycleShayari By 09 Feb 2021 12:42:42 PMNazmek roz ja rahe the kahin cycle se hum pahunche jo ek mod pe nazil hua sitam pedal se cycle ke jo paon ukhad gae hum ja ke ek shokh hasina se lad gae [...] Continue Reading... Share on:
uske ruKHsar pe hai aur tere honT pe tilShayari By 29 Jan 2021 10:30:23 PMMazahiyaus ke rukhsar pe hai aur tere hont pe til tilmilane ki ijazat nahin di jaegi Continue Reading... Share on: